Delhi urdu club

Thursday, March 31, 2011

Anjum Usmani


3 comments:

Ahmad Ali Barqi Azmi said...

Nazr e Anjum Usmani

Ahmad Ali Barqi Azmi

Anjum Usmani ke afsane HaiN behad dilnasheen
Jo hai tarseel e adab ka ek waseela behtareen

Un ke afsaane haiN asri aagahee ke tarjumaan
Karte haiN hamwaar jo fikri tanaazur ki zameen

Doordarshan aaj kal hai un ka maidaan e amal
HaiN shanaasa un se sab Urdu Adab ke shaiqeen

Un ke haiN tanz o zarafat meiN jo adabi shaahkaar
HaiN namoona un ke aijaaz e qalam ka behtareen


Un ke husn e fikr o fun se haiN bakhoobi aashna
"BAZM" ke haiN Doordarshan par jo Barqi naazreen

seema gupta said...

thanks for sharing

Unknown said...

he is one of the greatest down to earth human being and exceptionally well writer