Nazr e Anjum UsmaniAhmad Ali Barqi AzmiAnjum Usmani ke afsane HaiN behad dilnasheenJo hai tarseel e adab ka ek waseela behtareenUn ke afsaane haiN asri aagahee ke tarjumaanKarte haiN hamwaar jo fikri tanaazur ki zameenDoordarshan aaj kal hai un ka maidaan e amalHaiN shanaasa un se sab Urdu Adab ke shaiqeenUn ke haiN tanz o zarafat meiN jo adabi shaahkaarHaiN namoona un ke aijaaz e qalam ka behtareenUn ke husn e fikr o fun se haiN bakhoobi aashna"BAZM" ke haiN Doordarshan par jo Barqi naazreen
thanks for sharing
he is one of the greatest down to earth human being and exceptionally well writer
Post a Comment
3 comments:
Nazr e Anjum Usmani
Ahmad Ali Barqi Azmi
Anjum Usmani ke afsane HaiN behad dilnasheen
Jo hai tarseel e adab ka ek waseela behtareen
Un ke afsaane haiN asri aagahee ke tarjumaan
Karte haiN hamwaar jo fikri tanaazur ki zameen
Doordarshan aaj kal hai un ka maidaan e amal
HaiN shanaasa un se sab Urdu Adab ke shaiqeen
Un ke haiN tanz o zarafat meiN jo adabi shaahkaar
HaiN namoona un ke aijaaz e qalam ka behtareen
Un ke husn e fikr o fun se haiN bakhoobi aashna
"BAZM" ke haiN Doordarshan par jo Barqi naazreen
thanks for sharing
he is one of the greatest down to earth human being and exceptionally well writer
Post a Comment